मोगली का परिचय / परिवार
आज जानेंगे मोगली के परिवार के बारे मैं,
मोगली
के जंगल के बारे मैं. मोगली कोन था वो कहा रहता था क्या करता था… मोगली का कार्टून
भी है यू ट्यूब पर. मैने अलग एक ब्लॉग बनया है हमने मोगली के सबि वीडियो की लिंक
दे रखी है.
शुरु करते है मोगली के परिवार के बारे मैं
जानकरी, निबंध, सब मौजूद है ब्लॉग मे
"मोगलीची
फॅमिली" प्रारंभ करा
जोगी साथ मोगली हमेशा खुश रहता था मोगली के
परिवार में दो. मोगली खुद एक मनुष्य था
पार वो जिंके साथ रेहता था वो जानवर थे
जंगले जानवर. वो जंगली जानवर उसको कुछ नहीं कराते थे कुंकी वो उनका दोस्त बंन
चुक्का था. मोगली हमेशा उन दो जानवरो के साथ ही सोया कर्ता था, नाहाय्या
करता था, मस्ती / हंसी, मजाक, सब कुछ उन के
साथ…
उन डोनो का नाम था १. बलू (नाम) = जंगल भालु था,
और
२ बागिरा (नाव) = जंगल भेडिया था. वो डोनो मोगली को आपनी आँखो से दूर नहीं होणे देते
थे. बलू(भालू) को शहाद बाहुत पासंद था. मोगली, बालू, बाघिरा
एक दुसर से अलग नहीं होते थे.वो एक साथ ही खाते पीते शिकार करते थे.
मोगली के जंगल में बहूते सारे दोस्त थे उन्का
एक दुश्मन भी था उसका नाम था “शेरखान” (शेर, वाघ) और शेरखान
का दोस्तो “टबाकी” (कोल्ह्या). मोगली को खाने का प्लान बनाते पर बालू और बाघीरा शेरखान
को हारा देते थे कभी कभी मोगली अकेला ही शेरखान से निपत लेता था. जंगल में कभी भी
भी किसपे मुस्किल वक्ता आता था सब मिलकर मदत करते थे
कभी कभी मोगली का झगडा होता था बालू के साथ पर वो जलधी एक हो जाते थे...
Mogali Ka Parichay / Parivar
Aaj janenge mogli ke parivar ke bare main, mogli ke jungle ke
bare main. Mogli kon tha vo kaha rahta tha kya karta tha… mogli ka cartoon bhi
hai you tube par. Maine alag se ek blog banaya hai usme mogli ke sabhi video ki
link de rakhi hai.
Shuru karte hai mogli
ke parivar ke bare main jankari, nibandh, sab moujud hai is blog main
START “FAMILY OF MOGALI”
Mogli ke parivaar main do log the jinke saath mogli hamesha
khush rahata tha. Mogli khud ek manushya tha par vo jinke saath rehta tha vo
the jaanvar junglee jaanvar. Vo junglee janvar use kuch nahi karte the kyunki
vo unka dost ban chukka tha. Mogli hamesha un do jaanvaro ke saath hi soya
karta tha, nahaya karta tha, masti/hansi, majaak, sab kuch unhi ke saath…
Un dono ka naam tha 1. BALU (name)= junglee bhalu tha , aur 2
BAGHIRA(name)= junglee bhedia tha. Vo dono mogali ko apni ankho se dur nahi
hone dete the. Balu(bhalu) ko shahad bahut pasand tha. Mogli, balu, baghira ek
dusre se alag nahi hote the.Vo ek saath hi khate pite shikar karte the
Mogli ke us
jungle main bahut saare dost the unka ek dushman bhi tha uska naam tha “SHERKHAN”(sher,
tiger) aur sherkhan ka dost “TABAKI”(fox) .sherkhan aur tabaki hamesh mogli ke
piche pade rehte the vo hamesha mogli ko khane ka plan banate the par balu aur
baghira sherkhan ko hara dete the. Kabhi kabhi mogli akela hi sherkhan se nipat
leta tha. Jungle main kabhi bhi kisipe muskil vakt ata tha to sab milkar use
madat karte the.mogli ka ek saap dost bhi tha jiska naam tha(kahhhh) vo hamesha
khata tha aur so jaata tha.
Kabhi kabhi
mogli ka zagada hota tha balu ke saath par vo jaldhi ek ho jaate the.
Comments
Post a Comment